How to Increase Ram Your Pc & Laptop With Usb Flash Drive

Apne Pc Ki Ram Ko Increase Karne k liye ye Post Read karte rahen..

Ab ap apni USB FLASH DRIVE Ko Ram ki jagah Use kar asakte hai yani k ager ap k system ki speed slow hai ram ki wajah se to bus ap ne Neeche Diye hove Step Ko Follow karna hai..


Step 1)Sb se pehle ap ne apni USB Ko System Se Plug karna hai phir us ko Format kar Den..
Agian
Step 2)Dobara Se usko Plug karen or Ek Window Open Ho Gi Jo Autoplay K Name Se Ho gi Jaisa k Picture Me Dikhaya Gaya Hai..



Step 3)Is Window Me Jo Speed Up My System Par Jo Under Line Kiya gaya hai us par Click Karna Hai Phir Us k baad Kuch is Trhan ki Window open ho gi Main Bar me Auto hi ReadyBoster par open Hoga Is Trhan Jaisa K Picture Me Neeche dikhaaya gaya hai..




Step 4)Is Window me ap ne Use This Device ko Check Karna Hai i Mean Select krna hai Or Jo Volume Ki Line Hai usko Full Kar de Or Apply Kr de..

Or Haan Ager ap chahten hain k apko kaise pata chale ga k usb waake hi ram ki jagah Use kar rahi hai ya nahin to bus ap ne My Computer Ko open karna hai or ap ki jo usb hai wo Full Bhari hovi dikhe gi..

Bus Ab AP kI USB FLASH DRIVE Ap ki ram ki jagah use hone lag jaae gi..


Important Note:is Post se Koi Bhi Problem ho To Neeche Comment Me Poch Sakte Hain..


Master Mind

A.o.A Dear,My name Sahil Usman From Pakistan i'm Expert Information&technology

Please Select Embedded Mode To Show The Comment System.*

Previous Post Next Post